गुरुवार, जनवरी 01, 2009

गैस ट्रबल से परेशान हूं....

Dr. Saheb mera naam mahendra singh hai. mere pet mai hamesha gas bahut banati hai. pahale to mahine do mahine mai hoti thee ab to hamesha pet mai gurgur rahati hai. kabhi-kabhi khatti Dakarei bhi aati hai. thora bahut kabj ki shikayat bhi rahati hai. or kabhi-kabhi sir bhari tatha ankhon mei jalan bhi rahati hai. pet mai gas rukane par bahut dard hota hai. bahut pareshan ho gaya hnu kripaya samadhan batayan.tambaku tatha dhumrapan ki bhi aadat bhi hai. subaha se sham tak baithane ki hi Duti hai ghumane phirane ka time nahi rahata
mahendra bisht.

महेन्द्र जी आप यदि ये बताते कि आपकी दिनचर्या क्या है तो कुछ आहार-विहार संबंधी निर्देश दे सकता था लेकिन कोई बात नहीं। आप निम्न औषधियां एक माह तक सेवन करें आपकी समस्या का समाधान हो जाएगा--
१ . आक(मदार नीला या सफेद कोई भी चलेगा) के सूखे हुए फूल १० ग्राम + लहसुन १० ग्राम + काली मिर्च ढ़ाई ग्राम + अजवायन ढ़ाई ग्राम + काला नमक ढ़ाई ग्राम + अदरख १० ग्राम + थाइमोल(ये अजवायन का सत्व होता है जो कि आयुर्वेदिक दवाएं बेचने वालों के पास आसानी से मिल जाता है) ५ ग्राम + सोंठ ढ़ाई ग्राम + छोटी पीपर ढ़ाई ग्राम + सेंधानमक ढ़ाई ग्राम + हींग एक ग्राम इन सबको मिला कर एक कर लें और एक चम्मच गर्म जल से भोजन के बाद दोनो समय लीजिये आपकी समस्या खत्म हो जाएगी।

3 आप लोग बोले:

Unknown ने कहा…

Aapne Elaj to kargar hi bataya hein lekin is mein bahut tarah ke aushidhi dalvayi he. Yadi kam aushidhi dalwa ke koi nuska ho to kirpa karke zaroor bataye. Apka bahut abhari hounga.

बेनामी ने कहा…

pet gaistik pareshani ki dava

बेनामी ने कहा…

pet gaistik pareshani ki dava